Search This Blog

Friday, December 17, 2010

3 Idiots

Aal izz well....

Jab life ho out of control, honthon ko kar ke gol
honthon ki kar ke gol, seeti bajaa ke bol
jab life ho out of control, honthon ko kar ke gol
honthon ki kar ke gol, seeti bajaa ke bol
aal izzz well
murgi kya jaane aande ka kya hoga
aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
koi na jaane apna future kya hoga
honth ghuma, seeti bajaa
seeti bajaa ke bol, bhaiyaa aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
aree chachu aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
confusuin hi confusion hai
solution kuch pata nahin
solution jo mila to saala
question kya tha pata nahin
dil jo tera baat baat pe
ghabraaye
dil pe rakh ke haath usae tu fuslaa le
dil idiot hai pyaar se usko samjha le
honth ghuma
seeti bajaa
seeti bajaa ke bol
bhaiyaa aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
aree chachu aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
scholarship ki pi gayaa daaru
ghum to phir bhi mitaa nahin
agarbattiyan raakh ho gayi
god to phir bhi dikha nahi
bakra kya jaan uski jaan ka kya hoga
sekh ghusegi ya saala keema hoga
koi na jaane apna future kya hoga
to honth ghuma
seeti bajaa
seeti bajaa ke bol
bhaiyaa aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
aree chachu aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
jab life ho out of control
honthon ko kar ke gol
honthon ki kar ke gol
seeti bajaa ke bol
aal izzz well
murgi kya jaane aande ka kya hoga
aree life milegi ya tawee pe
fry hoga
koi na jaane apna future kya hoga
honth ghuma
seeti bajaa
seeti bajaa ke bol
bhaiyaa aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
aree chachu aal izz well
aree bhaiyaa all izz well
na na na
aree bhaiyaa all izz well
aree bhaiyaa all izz well

Zoobi doobi...

Gungunati hain yeh hawayein
gunuunata hai gagan
gaa raha hai yeh sara aalam
zoobi do.param pum
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
shaakhon pe pattey gaa rahe hain
phoolon pe bhawre gaa rahe
deewani kirnein gaa rahi hain
yeh panchhi gaa rahe
bagiya mein do
phoolon ki
ho rahi hai guftgu
jaisa filmon mein
hota hai
ho raha hai
hu bahoo
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
rimjhim rimjhim rimjhim
san san san san
hwaaa
tip tip tip tip
boondein
gurrati bijliyaan
bheegi bheegi saare mein
yun thumke lagati tu
jaisa filmon mein hota hai
ho raha hai hu bahoo
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
amber ka chand
zameen par
itra ke gaa raha
ek tim tim toota tara
ithla ke gaa raha
hai raat akelin tanha
mujhe choo le aake tu
jaisa filmo mein hota hai
ho raha hai hu bahoo
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan
zoobi doobi zoobi doobi pum para
zoobi doobi param pum
zoobi doobi zoobi doobi naache
kyun pagal stupid maan


Jaane nahin denge...

Jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
chahe tujhko rab bulaa le
hum na rab se darne waale
raahon mein dat ke
khade hain hum yaaron se nazrein chura le
chahe jitna dum laage le
jaane na tujhko aise denge hum
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
do kadam ka yeh safar hai
umr chhoti si dagar hai
ek kadam mein ladkhadaya
kyon
sunn le yaaron ki yeh baatein
beetengi sab gum ki raatin
yaaron se rootha hai saaale
kyunn
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
maa ne khat mein kya likhaa
tha
jiye tu jug jug yeh kahaa tha
chaar pal bhi jee na paaye tu
yaaron se nazrein milaa le
ek baar tu muskura de
uth ja saale yun sataaata hai
kyonn
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin
jaane nahin denge tujhe
jaane tujhe denge nahin


Give me some sunshine...

Saari umr hum
mar mar ke jee liye
ek pal to ab humein
jeene do jeene do
saari umr hum
mar mar ke jee liye
ek pal to ab humein
jeene do jeene do
saari umr hum
mar mar ke jee liye
ek pal to ab humein
jeene do jeene do
na na na
na na na
na na na
na na na
give me some sunshine
give me some rain
give me another chance
wana grow up once again
give me some sunshine
give me some rain
give me another chance
wana grow up once again
kandhon ko kitabon
ke bojh ne jhukaya
rishvat dena to khud
papa ne sikhya
99% marks laaoge to
ghadi varna chadi
likh likh pada
hatheli par
alpha beta gamma ka chaala
concentrated h2so4
ne poora poora bachpan jala daala
bachpan to gaya
jawani bhi gayi
ek pal to ab humein
jeen do jeene do
bachpan to gaya
jawani bhi gayi
ek pal to ab humein
jeen do jeene do
saari umr hum
mar mar ke jee liye
ek pal to ab humein
jeene do jeene do
na na na
na na na
na na na
na na na
give me some sunshine
give me some rain
give me another chance
wana grow up once again
give me some sunshine
give me some rain
give me another chance
wana grow up once again
na na na
na na na
na na na
na na na


Behti hawa sa tha woh...

Behti hawa sa tha woh
udti patang sa tha woh
kahan gaya usse dhoondo
behti hawa sa tha woh
udti patang sa tha woh
kahan gaya usse dhoondo
hum ko to raahein thi chalati
woh khud apni raah banata
girta sambhalta masti mein chalta tha woh
hum ko kal ki fikar sataati
woh bus aaj ka jashn manata
har lamhe ko khul ke jeeta tha woh
kahan se aaya tha woh
choo ke humare dil ko
kahan gaya usse dhoondo
sulagti dhoop mein chaaon ke jaisa
raigistaan mein gaaon ke jaisa
mann ke ghav pe marham jaisa tha woh
hum sehme se rehte kooein mein
woh nadiya mein gotey lagata
ulti dhara cheer ke tairta tha woh
baadal awara tha woh
yaar humara tha woh
kahan gaya usse dhoondo
hum ko to raahein thi chalati
woh khud apni raah banata
girta sambhalta masti mein chalta tha woh
hum ko kal ki fikar sataati
woh bus aaj ka jashn manaata
har lamhe ko khul ke jeeta tha woh
kahan se aaya tha woh
choo ke humare dil ko
kahan gaya usse dhoondo

No comments:

Post a Comment